Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaved Akhtar
HomeJaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam har ghadi har har kadam hoo rehna hai saath mein ae sanam yaad aa gayi bhooli huyi wo daastaan tum kaun thi main kaun tha hum the kahaan sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam qismat ko bhi hum hara ke mil gaye har doori ko hum mita ke mil gaye wo ghum ho ya wo khushi ho wo maut ho zindagi ho hum saath hain saath hain hum saath hain sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam har ghadi har har kadam ho rehna hai saath mein ae sanam
o o o sun o jaane waale sun o jaane waale laut ke aana sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool na jaana tum bin pal pal rahoongi main bekal ban ke birhan sang hain tumhaare mere des ke sipaahi mera mann mera mann mera mann sun o jaane waale tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge barf se thandi koyal si kaali tum bin hogi har diwaali hooo seekhenge baadal aansoon bahaana aag lagaane ko jaan jalaane ko hoga saawan saawan ki iss agani ka hoga indhan mera mann mera mann sun o jaane waale ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare khaali rahegi kursi tumhaari pyaasi rahegi phoolon ki kyaari hoooo tarsega tumko saara gharaana baahon ko pasaare suno tumhin ko pukaare iss ghar ka aangan jaao tum chaahe kahin saath hai meri dhadkan mera mann mera mann sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool
quien eres tu donde has estado he removido cielo y tierra y no te encontre y llegas hoy tan de repente y das sentido a toda mi vida con tu querer na main samjha na main jaana jo bhi tumne mujhse kahaa hai senorita magar phir bhi na jaane kyun mujhe sunke achchha laga hai senorita no desvies la mirada quedate cerca de mi mujhko baahon mein tum ghero samjhi na senorita chaahat ke do pal bhi mil paayen duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayen bhoole hum hota gham hai kya senorita suno suno senorita kehte hain hum kya hamas podre interpretar hoy el sentido de las palabras que me dedicas pero el calor de tu mirar me hace sentir como la mas bella senorita nigaahon ne nigaahon se kahi armaanon ki daastan hai senorita chaahat ki mohabbat ki saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita mujhse ab nazar na phero aao paas tum mere mujhko baahon mein tum ghero samjhi na senorita chaahat ke do pal bhi mil paayen duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao
Senorita (Farhan Live)
shaam bhi koi jaise hai nadi lehar lehar jaise beh rahi hai koi ankahi koi ansuni baat dhimi dhimi keh rahi hai kahin na kahin jaagi huyi hai koi aarzoo kahin na kahin khoye huye se hai main aur tu ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa haa haa haa haa ha ha ha hu huuu haa haa haa haa ha ha ha hu huuu suhaani suhaani hai ye kahaani jo khaamoshi sunaati hai jise tune chaaha hoga wo tera mujhe wo ye bataati hai main magan hoon par na jaanun kab aane wala hai wo pal jab haule haule dheere dheere khilega dil kahin koi ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa ye kaisa samay hai kaisa sama hai ke shaam hai pighal rahi ye sab kuchh haseen hai
o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo su chhe su chhe mane kai do kai do manama su chhe su chhe su chhe mane kai do unche unche udate ho mera mann tumse puchhe su chhe su chhe mane kai do tum kyun pare pare ho mane kai do khote ho ya khare ho mane kai do o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo su chhe su chhe mane kai do kai do manama su chhe su chhe su chhe mane kai do tum kyun pare pare ho mane kai do khote ho ya khare ho mane kai do kat gayi kat gayi teri nazaron ke maanjhe se jo yeh patang mere dil ki jaane jaan pat gayi bat gayi dil ka laddoo ho jaise baten deewaanagi ki yeh meri daastaan haan ho kyun soch mein pade ho mane kai do kis baat pe ade ho mane kai do o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo o oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo shu kahun shu kahun ab tujhse main kahun kya tu aasmaan pe hai main zameen par main jo hoon main woh hoon tera rang hi
Sun Mausa Sun Mausi
tum ho kamaal tum bemisaal tum lajazaab ho aisha aisi haseen ho jisko chhoo lo usko haseen kar do tum sochti ho duniyaa mein koi bhi kyun kharab ho aisha tum chahti ho tum koi rang har zindagi mein bhar lo bhar lo nikli ho likhne kismat kisi ki apni hi dhun mein tum aisha ye shoukh kya hai ye zid hai kaisi itna bata do humko suljhane mein tum auron ki uljhane hoti ho jo gum aisha apni bhi koi uljhan ko door kar ke dikha do humko suno aisha itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha haa haa tumsa na hoga koi baaton mein ho aa jaati ho jaati ho jazbaati soche samjhe bin ke muhabbat ki hai raah kya pal mein ho ke deewani karti ho tum manmaani tum ko hai duniyaa wuniyaa ki koi parwaah kya aisha jise kehte hain ek hai wo laakhon mein dil mein jaa ke rukti hai aati hai jo aankon mein magar aisha haa haa itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha
pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha baahon mein aao na ab jhoothi baaten banaao jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha hoo jo pehle pehal tum mile the hamen tumse kuchh puchhna tha sawaal aisa kya tha sunen to ki jo dil mein hi reh gaya tha ki jo dil mein hi reh gaya tha suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na sada kya hamare rahoge pata tha yahi tum kahoge pehle din jo milne tum the aaye tum the kitne sharmaaye sharmaaye are tum bhi to the dare dare ghabraaye jo kehna tha wo keh na paaye heyy suno na suno na suno na kaho na kaho na kaho na ye kehna tha
aaaaaa aaaa haaye aeeee hoooo taal pe jab yeh zindgaani chali hoooo taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane hum hain deewaane yeh kahaani chali oo oo oo oo ooo aa aa aa aa aaa taal pe jab yeh zindgaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane yeh kahaani chali oo oo oo oo ooo aa aa aa aa aaa ooooo ooooo oooo oooo aaaa teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya hai nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya hai teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya hai nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya hai sach to yeh hai sanam hai yeh tera karam hosh saara ganwa ke deewaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane yeh kahaani chali oooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaa sach kehta hoon maine jabse thaama hai yeh aanchal meri duniya mein har pal hai jaise koi hulchal sach kehta hoon maine jabse thaama hai yeh aanchal meri duniya mein har pal hai jaise koi
hoyee tan mein agni jaageeeee tan mein agni jaage jaane kaisa laage tan mein agni jaage jaane kaisa laage aaj ho na hai na jaane kyaaa ho pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka ho tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka hoo koi dil ko ab sambhale kyaaa tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage hoo pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tan tera machle to aanchal yun dhalke ho koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke tan tera machle to aanchal yun dhalke hoo koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke nain ye hain mad ke pyaale kyaaa pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa
ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve deve na taane mainu saari khudaayi ve ankhiyaan milaa ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum re jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat ganga jamuna se bhi paawan tera mera bandhan tera prem hai phulwaari aur mera mann hai aangan janmon janmon ka hi sajni tera mera saath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum tu hai jeevan mein jo preetam
aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan sab unke hain jalwe main chalne se pehle saanson mein aankhon mein khaabon mein yaadon mein aur iss dil mein unko chhupaa ke rakhun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to
tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jaati kahaan hai ye raahen jinpe chali zindagi hooooo lala laaaa hooooo lala la lala tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jaati kahaan hai ye raahen jinpe chali zindagi itna mujhko kab tha pata aisa bhi ek gaanv hai hooo itna mujhko kab tha pata aisa bhi ek gaanv hai rasta takti mera jahaan inn palkon ki chhanv hai hoo meri to thi dhoop mein hi ab tak pali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi tum ko paa ke aisa laga jitne the ghum kho gaye tum ko paa ke aisa laga jitne the ghum kho gaye sadiyon se hum pathar ke the ab mom ke ho gaye kitne haseen roop mein hai dekho dhali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jeene ko jeete the magar itni khabar thi kise hoo jeene ko jeete the magar itni khabar thi kise dil mein aisi galiyaan bhi hain jin mein hain sapne base hoo sapne mile to khili hai ban ke kali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi hooooo hoooo hoooo hooooo hooooo lala la
tumhen aaj maine jo dekha ho tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum ishq mere tum khwaab mere tum jaan ho tum ho chaina tum yaar mere tum pyaar mere dildaar mere din raina tum aarzoo mein tum justjoo mein tum raaste mein manzil mein tum rooh mein ho tum saans mein ho tum dhadkanon mein tum dil mein tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanun tumhi ko tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanu hooo oooo tumhi ko tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum shauk mere armaan mere tum dost mere tum dilbar tum zindagi ho tum bandagi ho kabza tumhaara mere dil par tum rang bhi ho tum roop bhi ho tum dhoop bhi ho chhaya bhi tum menka ho tum apsra ho tum moh bhi ho maaya bhi tum aise ho aaye tum aise ho chhaye
tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khaabon mein hai khoyi khoyi zindagi tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri behke behke se mann mehke mehke se tann ujli ujli fizaaon mein hain aaj hum hain jahaan kitni ranginiyaan chhalki chhalki nigaahon mein hain neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi halki halki roshni tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani main to anjaan thi yun bhi hoga kabhi pyar barsega yun toot ke ho sach ye ikraar hai sach yahi pyar hai baaki bandhan hain sab jhuth ke meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki dheemi dheemi raagini tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khaabon mein hai khoyi khoyi zindagi
mohabbat meri yun pyaasi huyi to gehri meri udaasi huyi zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa sune sune saare rasten hain suni manzil hai jaana suni suni si meri aankhen hain suna ye dil hai jaana jaana jaana jaana jaana mujhe ghere hai sirf tanhaaiyaan mere dil mein hai sirf khaamoshiyaan zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa saans jab loon to seene mein jaise saans chubhti hai jaana dil mein ab tak umeed ki ek phaans chubhti hai jaana jaana jaana jaana jaana khaab saare mere tootne hi ko hai tinke bhi haath se chhootne hi ko hai zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa
suno to zara hum ko hai ye kehna waqt hai kya tum ko pata hai na so gayi raat jaa ke din hai ab jaagta aankhen masalta hai saara ye samaa aawazen bhi leti hai angdaaiyaan saare pal kahe chal kahin chalen sab dishaaon se aa rahi hai sadaa sun sako agar suno ye jo kahen wo jo kahen sunn lo baat jo sahi dil ko lage chunn lo karna hai kya tumhen ye tumhin karo faislaa ye soch lo tumko jaana hai kahaan tum hi musaafir tum hi to ho caarvaan saare pal kahe chal kahin chalen sab dishaaon se aa rahi hai sadaa sun sako agar suno aaj bhi dekho kal jaisa hi naa ho aaj bhi yun naa tum sote hi raho itne kyun sust ho kuchh kaho kuchh suno kuch naa kuchh karo ro pado yaa hanso zindagi mein koi naa koi to rang bharo saare pal kahe chal kahin chalen sab dishaaon se aa rahi hai sadaa sun sako agar suno saare pal kahe chal kahin chalen sab dishaaon se aa rahi hai sadaa sun sako agar suno saare pal kahe chal kahin chalen sab dishaaon se aa rahi hai sadaa sun sako agar suno
dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night pyaare pyaare lamhe lamhe lamhe pyaari pyaari baatein baatein baatein sapno ke din hain din hain din hain sapnon ki raatein raatein raatein ho goonjein hai dil ke taraane bajne hain geet suhaane behke hain saare deewane to nach le nach le female 1 night where''s the party tonight so we down the road where''s the party tonight on the dance floor sapno ke din hain sapno ki raatein where''s the party tonight dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night pyaare pyaare lamhe lamhe lamhe pyaari pyaari baatein baatein baatein sapno ke din hain din hain din hain sapnon ki raatein raatein raatein ho goonjein hain dil ke taraane bajne hain geet suhaane behke
daa re dar daa ra dar daa re dar da daa re dar daa ra dar daa re dar da woh hai rangeela chhail chhabila woh hai natkhat woh jamuna tat phere lagaye murli bajaye gopiyon ke sang raas rachaye murli bajaye raas rachaye shyam shalona hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai woh kisna hai woh kisna hai kisna hai hai hai pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi duniya se hai woh anjaani sab kehte hai prem deewani kisna se milti hai bhool ke har bandhan hoooo kisna ki mala hi japti hai woh jogan nainon mein sanson mein mann mein kisna har pal hai jeevan mein jiska kisna woh raadha hai woh raadha hai hai hai woh raadha hai radha hai more shyam more shyam madhur madhur sa roop hai jiska swet swet rang jiska sundar tanman sundar chitwan sundar hai rang jiska pyaar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sau Janam What's Your Raashee (2009) 02:59 17011
 
Poster of What's Your Raashee (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Sohail Sen
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Priyanka Chopra
Duration : 02:59   Song Number : 17011   

Seemayen Bulaye Tujhe LOC Kargil (2003) 07:57 12232
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 07:57   Song Number : 12232   

Senorita (Farhan Live) Coke Studio 04:15 36524
 
Poster of Coke Studio
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ashish Manchanda
Duration : 04:15   Song Number : 36524   

Senorita (Farhan Live) (CS) Coke Studio 04:15 36526
 
Poster of Coke Studio
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ashish Manchanda
Singer- 
Farhan Akhtar
Duration : 04:15   Song Number : 36526   

Shaam Aisha (2010) 04:46 32400
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 32400   

Su Chhe What's Your Raashee (2009) 04:24 17012
 
Poster of What's Your Raashee (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Sohail Sen
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Priyanka Chopra
Duration : 04:24   Song Number : 17012   

Sun Mausa Sun Mausi Virasat (1998) 06:33 40890
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 06:33   Song Number : 40890   

Suno Aisha Aisha (2010) 04:23 17042
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17042   

Suno Na Suno Na Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:14 18769
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Anil Kapoor
Duration : 06:14   Song Number : 18769   

Taal Pe Jab Yeh Refugee (2000) 07:11 39792
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 07:11   Song Number : 39792   

Tan Mein Agni Jaage Drohi (1992) 04:50 13187
 
Poster of Drohi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Nagarjuna, Urmila Matondkar
Duration : 04:50   Song Number : 13187   

Tare Hain Baraati Virasat (1998) 06:34 21271
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik, S P Venkatesh
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Pooja Batra
Duration : 06:34   Song Number : 21271   

To Chalun Border (1997) 07:39 18668
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty
Duration : 07:39   Song Number : 18668   

Tum Jo Mile To Drohi (1992) 05:48 15585
 
Poster of Drohi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Nagarjuna
Duration : 05:48   Song Number : 15585   

Tumhen Aaj Maine Jo Dekha Kuch Naa Kaho (2003) 04:24 40461
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Duration : 04:24   Song Number : 40461   

Tumhi Dekho Na Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 05:32 16905
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Rani Mukherjee
Duration : 05:32   Song Number : 16905   

Viraaniyaa Namastey London (2007) 05:45 11153
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar
Duration : 05:45   Song Number : 11153   

Wake Up Sid Wake Up Sid (2009) 03:53 17008
 
Poster of Wake Up Sid (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 17008   

Where's The Party Tonight Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 06:16 16906
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:16   Song Number : 16906   

Wo Kisna Hai Kisna (2005) 05:50 16880
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman, Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Sushmita Sen, Vivek Oberoi
Duration : 05:50   Song Number : 16880   
Karaoke Songs of javed akhtar, Sad Songs of javed akhtar, Love Songs of javed akhtar, Dance Songs of javed akhtar, Hip-hop songs of javed akhtar, Best songs of javed akhtar, Super hit songs of javed akhtar, hit songs of javed akhtar, duet songs of javed akhtar, solo songs of javed akhtar, old songs of javed akhtar, famous songs of javed akhtar, Hindi Karaoke Songs of javed akhtar, Hindi Sad Songs of javed akhtar, Hindi Love Songs of javed akhtar, Hindi Dance Songs of javed akhtar, Hindi Hip-hop songs of javed akhtar, best Hindi songs of javed akhtar, super hit Hindi songs of javed akhtar, hit Hindi songs of javed akhtar, duet Hindi songs of javed akhtar, solo Hindi songs of javed akhtar, old Hindi songs of javed akhtar, famous Hindi songs of javed akhtar, Sing Along Songs of javed akhtar, Sing Along Sad Songs of javed akhtar, Sing Along Love Songs of javed akhtar, Sing Along Dance Songs of javed akhtar, Sing Along Hip-hop songs of javed akhtar, Sing Along Best songs of javed akhtar, Sing Along Super hit songs of javed akhtar, Sing Along hit songs of javed akhtar, Sing Along duet songs of javed akhtar, Sing Along solo songs of javed akhtar, Sing Along old songs of javed akhtar, Sing Along famous songs of javed akhtar